Deewarein wahi
Tasveerein wahi,
Phir bhi vey rang badalti see kyon hain
Aine mein mera chehra wahi
Per rangat badli se kyon hai
Muddaton ke baad khuli hai ek khidki,
Phoolon se chhan kar aati dhoop,
Apne saath le ayi hai,
Bheetar, kuch rang naye.
Tasveerein wahi,
Phir bhi vey rang badalti see kyon hain
Aine mein mera chehra wahi
Per rangat badli se kyon hai
Muddaton ke baad khuli hai ek khidki,
Phoolon se chhan kar aati dhoop,
Apne saath le ayi hai,
Bheetar, kuch rang naye.
1 comment:
good one billy ! simple and sweet ...
Post a Comment